Bara Rabi ul Awwal ke din abr-e-baharaan chhaye, Mere Sarkar aaye. Amina tere ghar aa kar Jibreel paighaam yeh laaye, Mere Sarkar aaye. Door hua duniya se andhera, aaye Aaqa hua sawera, Abdullah ke ghar aangan khushiyo ke baadal chhaye, Mere Sarkar aaye. Sookhi thi gulshan mein kaliyan, sooni thi Makke ki galiyan, unke qadam se chaaro jaanib ho gaye noor ke saaye.
Read More: 14th August 2025
Bara Rabi ul Awwal Ke Din in Urdu
بارہ ربیع الاول کے دن
ابرِ بہاراں چھائے
میرے سرکار آئے
آمنہؓ تیرے گھر آ کر
جبریلؑ پیام یہ لائے
میرے سرکار آئے
دور ہوا دنیا سے اندھیرا
آئے آقا ہوا سویرا
عبداللہؓ کے گھر آنگن
خوشیوں کے بادل چھائے
میرے سرکار آئے
سوکھی تھی گلشن میں کلیاں
سونی تھی مکے کی گلیاں
ان کے قدم سے چاروں جانب
ہو گئے نور کے سائے
جو ہیں سب نبیوں کے رہبر
سارے مسیحا خلق کے رہبر
جھولی بھرنا کام ہے جن کا
آج وہ داتا آئے
میرے سرکار آئے
مشکل تیری ٹل جائے گی
سوکھی کھیتی پھل جائے گی
دائی حلیمہ تیرے سوئے
بھاگ جگانے آئے
میرے سرکار آئے
مجھ کو ملا پیغام یہ محسن
دنیا کو بتلا دے محسن
جو ہے نبی کا چاہنے والا
اپنے گھر کو سجائے
میرے سرکار آئے
Bara Rabi ul Awwal Ke Din in English
Bara Rabi ul Awwal Ke Din
Abre bahara chaye
Mere Sarkar aaye
Amina tere ghar aa kar
Jibreel payam yeh laaye
Mere Sarkar aaye
Door hua duniya se andhera
Aaye aaqa hua sawera
Abdullah ke ghar aangan
Khusiyo ke baadal chaye
Mere Sarkar aaye
Sooki thi gulshan me kaliya
Sooni thi Makke ki galiya
Unke kadam se charo jaanib
Ho gaye noor ke saye
Jo hai sab nabiyo ke Rahbar
Sare masiha khalk ke Rahbar
Jholi bharna kaam hai jinka
Aaj woh data aaye
Mere Sarkar aayye
Mushkil teri tal jayegi
Sooki kheti phal jayegi
Dai Halima tere soye
Bhaag jagane aaye
Mere Sarkar aaye
Mujh ko mila paigam yeh mohsin
Duniya ko batla de mohsin
Jo hai nabi ka chahne wala
Apne ghar ko sajaye
Mere Sarkar Aaye
Bara Rabi ul Awwal Ke Din in Hindi
बारा रबीउल अव्वल के दिन
अब्र-ए-बहारां छाए
मेरे सरकार आए
आमिना तेरे घर आकर
जिब्रील पैग़ाम ये लाए
मेरे सरकार आए
दूर हुआ दुनिया से अंधेरा
आए आका हुआ सवेरा
अब्दुल्लाह के घर आंगन
खुशियों के बादल छाए
मेरे सरकार आए
सूखी थी गुलशन में कलियां
सूनी थी मक्का की गलियां
उनके क़दम से चारों जानिब
हो गए नूर के साए
जो हैं सब नबियों के रहबर
सारे मसीहा ख़ल्क़ के रहबर
झोली भरना काम है जिनका
आज वो दाता आए
मेरे सरकार आए
मुश्किल तेरी टल जाएगी
सूखी खेती फल जाएगी
दाई हलीमा तेरे सोए
भाग जगाने आए
मेरे सरकार आए
मुझको मिला पैग़ाम ये मोहसिन
दुनिया को बतला दे मोहसिन
जो है नबी का चाहने वाला
अपने घर को सजाए
मेरे सरकार आए
Jo hain sab nabiyo ke rehbar, saare Masiha khalq ke rehbar, jholi bharna kaam hai jinka, aaj woh Daata aaye, Mere Sarkar aaye. Mushkil teri tal jayegi, sookhi kheti phal jayegi, Daai Halima tere soye, bhaag jagane aaye, Mere Sarkar aaye. Mujh ko mila paighaam yeh Mohsin, duniya ko batla de Mohsin, jo hai Nabi ka chahne wala apne ghar ko sajaye, Mere Sarkar aaye.
Leave A Comment