Ye Kis Shahenshah Wala Ki Amad Amad Hai ke jahan roshan ho gaya. Har taraf noor hi noor chaa gaya, dilon mein sukoon utar gaya. Aaj ka din wo hai jab Sarkar-e-Do Alam ﷺ tashreef laaye, jahanat ko zindagi mili aur insaaniyat ko rehmat ka paigham. Farishte durood o salaam ke phool barsa rahe hain […]
Maah e Rabi ul Awwal aaya to roohani khushbu se mahool mahka uthta hai. Yehi wo mubarak mah hai jisme Sarkar-e-Do Alam ﷺ ki paidaaish hui, jismein zameen o asmaan ko noor se roshan kar diya gaya. Musalmaan iss mahine mein mehfil-e-Milad, durood o salaam aur zikr o naat se apne dil ko roshan karte […]